Hot Posts

6/recent/ticker-posts

Letest Gujarati Suvichar images, best Gujarati status images 2023

Best Gujarati suvichar images, gujarati status images and Gujarati Shayari, Gujarati Attitude Status 2023

Gujarati Suvichar and Gujarati Status images quotes

get gujarati suvichar status and images, gujarati attitude status and images, gujarati shyayari status and images

  1. koi ni khami shodhva vala...
  2. visvas to badhane khota par...
  3. virodh kar vani jabardast reet che...
  4. savalo jindgi na aagra no'ta...
  5. manas pan ek aalag masti no...
  6. sabandh ma bharoso ne...

1.koi ni khami shodhva vala...


        aap aise logo se hamesha duri banai rakhe jise hum kitna bhi khus karne ka prayas kare fir bhi wo hamari sabhi acchai chhod sirf galti nikalne ka kaam kaam karte ho. duniya mai aur hamare jivan mai aise kai log hote hai jo kabhi bhi hamse khush nahi kar sakte hum kitna bhi prayas kare lekin wo sirf hamari burai hi karenge.
 
        isliye hume kabhi bhi dusre ko bar bar khus karne ki kosis nahi karni chahiye varna vo jyada ATTITUDE dikhane lagta hai aur wo kabhi bhi hamari acchi baato ko nahi samjata.jo log hamari sirf burai hi nazzar aati ho unhe unke hal par chod dena chahiye aur hame apne bare mai.

Gujarati Suvichar 2020

2.visvas to badhane khota par...


        aaj ke jamane mai kisi par visvas karna matab apne per par khud kuhadi marne jaisa hai. kyuki aaj ke jamane mai log apna matlab pahle dekhte aur badme dusre ka. yadi koi sahi baat bataye to hum uss par aasani se visvas nahi karte lekin wo hi baat koi aur mirch masala dalke bataye to hum aankh bandh karke visvas kar bethte hai. 

        aagar koi hamara apna sahi salah deta hai to hume accha nahi lagta lekin dusre jo hamare koi bhi na lagta ho jise hamare bure ya acche hone se kuch bhi lena dena nahi ho fir bhi hum uspe aankh band kar ke visvas kar baithte hai. bala koi apna galat baat sikha sakta hai kya lekin hum dusro ki baat jyada sahi lagti hai.

Gujarati Suvichar Photos

3. virodh kar vani jabardast reet che...


        aagar koi hame nicha dikhane ki kosis karta hai to hame kabhi bhi dukhi ya uska virodh nahi karna chahiye balki usse yah sabit karke batana hai ki aap kuch bhi kar sakte hai kyuki virodh karne se sirf aapka hi time kharab hota hai.

        hame jivan me vo sab milta hai jiske hum hakdar hai koi bhi hame sirf salah de skta hai lekin hum khud jo karna chahte hai wo hame khud hi karna hai dusre ke bahekaveme kabhi bhi nahi aana.

Gujarati Suvichar Quotes

4. savalo jindgi na aagra no'ta...


        hame apni jindgi se kai sawal hote hai lekin life hame jine ke kai tarike batata hai lekin hume wo pasand nahi aate hai aur hum jindgi ko aur koste rahte hai. hamrare jivan mai jo bhi kuch milna hoga wo hame milkar hi rahrga unke liye thoda time lagega lekin hame wo sabkuch milta hai jiske hum hakdar hai.
        hume jivan ko kuch galat hone par kosna nahi chahiye balki usko bahetar banane ki kosis karni chahiye. jivan mai ek sawal ka jawab milta hai to dusra sawal aa jata hai uska samna hame khud karana hai.

Gujarati Suvichar images

5. manas pan ek aalag masti no...


        aaj ke samay me log sirf apne bare mai hi sochta hai aur wo sirf sabse aage niklne ki hod mai raheta hai. jo jinda hai usko to koi nahi puchta lekin wo hi mar jaye to wo rone ka dikhava karta hai.

        jaise ki jab apne gar mai jo vrudh log hote hai usko bar bar jalil karta hai aur usko boj samjta hai lekin wo hi mar jaye to wo rone ka dikhava karta hai. kisiko khush karna ho to usse jite ji karo kyuki marne ke baad khush karne ka koi fayda nahi hai.

Gujarati Suvichar Text

6.sabandh ma bharoso ne...


        rishto mai agar ek bar bharosa tut jata hai to fir uss par visvas karna muskil hota hai. aagr koi galti se bharosha tod deta hai to usse ek bar maaf kiya ja sakta hai lekin bar bar bharosha tode to uss par visvas nahi hota.


        rishta kitna bhi majbut kyu na ho kabhi na kabhi kuch ho hi jata hai. jab bharosha tutata hai to kitna bhi kosis karo lekin wo sahi nahi hota hai.

        aapko yah gujarati suvichar article post kaisi lagi hame comment karke jarur batye.

thank you...

Post a Comment

0 Comments